Side Effects of Vitamin E?
What is vitamin E ? विटामिन E क्या होता है?
विटामिन ई वसा में घुलनशील विटामिन होता है! जो लीवर मेन स्टोर रहता है।
Vitamin E ek antioxidant hai jo hamare sharir ko free radicals ke nuksan se bachata hai. Yeh vitamins ek powerful antioxidant ki tarah kaam karta hai aur cells ko nuksan se bacha sakta hai.
Yeh aasani se hamare daily diet mein paaya ja sakta hai, jaise ki nuts (badam, akhrot), seeds, vegetable oils (jaise sunflower oil), aur green leafy vegetables (jaise spinach, broccoli). Yeh hamare immune system ko majboot banata hai aur hamari skin aur balon ke liye bhi beneficial hota hai.
Haalaki iske kuch side Effects bhi hai jo aapko pata hone chahiye aur Dhyan se use karna chahiye.
Vitamin E ke Side Effects:
1. Pet mein Dard aur Ghabrahat:
Vitamin E ka adhik matra mein sevan pet mein dard aur ghabrahat jaisa mehsoos kara sakta hai.
2. Khoon ki Patli hona:
High doses lene par Vitamin E khoon ko patla bana sakta hai, jo bleeding ka risk badha sakta hai, khas taur par un logon ke liye jo blood thinning medications le rahe hain.
3. Allergic Reactions:
Vitamin E supplements kuch logo mein allergic reactions ka karan ban sakte hain, jaise skin rash, itching, ya phir swelling.
4. Nausea aur Vomiting:
High doses se kabhi-kabhi ulti ya ghabrahat ka bhi anubhav ho sakta hai.
5. Headache aur Fatigue:
Vitamin E ke zyada istemaal se kuch logo ko sir dard aur fatigue (thakan) bhi mehsoos ho sakti hai.
Gondal stree aur purush ke hormones gadbadi hona bhi ek problem arise ho sakti hai !